Search This Blog

Saturday, April 16, 2011

23."q tumse dil lagaye the"


Maine v pyar kiya tha kabhi,
aur thokar v khaya tha.
sochta hun ae dilnasheen,
q tumse dil lagaya tha.

Manta hun sara kusur tha mera,
par aap man bhi tho sakte the.
Ye nachiz aapka aziz hota,
ye aazma bhi sakte the.

Mai kabhi ye gam na manaun,
ki maine aapka dil toda.
mai kabhi kadam wapas na liye,
aapne hi mera daman choda.

mujhe yakeen hai apne hathon ke lakeeron par.
yaad aapko aksar aaunga.
aap aa jan kuch waqt nikal kar,
qki jald hi bahut dur chala jaunga.

Yun khush hua aapko pakar,
fir zindagi ke sare haseen pal paye the,
turant hi chal diye tum fir mudke,
fir ham gam manaye ki "q tumse dil lagaye the".

No comments:

Post a Comment