Search This Blog

Sunday, July 3, 2011

36. ham na jaane kahan hone


dushmani ho chuki bahut
doston ko bhi aajmaya hai
aaj zindagi ke is mukam par
sath tera paya hai

sath doge tum zaroor
ye bhi mai janta hun
tum ho bahut dilwale
mai ye bhi manta hun

par mai kya kar sunga
farista koi aasman ka hun nahi
par sath tera mai nibhaunga
hazaro manzile hongi
hazaro karwaan bhi honge
nigahen teri dhundhegi mujhe
par ham na jaane kahan hone

No comments:

Post a Comment